6:23 PM Edit This 0 Comments »


"Mayoos mat hona yeh ek Gunnah hota hai Milta wahi hai jo Qhismat main likha hota hai, Har Cheez miley humain yeh Zaroori to nahi Kuch Cheezon ka Zikar doosre Jahan main hota hai, Jo khud ko Kostey hain woh shayed bekhabar hain, Kuch Paa lene ka Ikhtiyar khud pe bhi hota hai, Har ek ko Kasoorwar kyun Thehrayein hum, Apne samne bhi to ek ayeena hota hai, Hum apni Zindagi se kyun haar Jayein Agar doobta hai sooraj to kal bhi Ujala hota hai……!!!!" ..... vikky......
